Age: 124
7823 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0
Location:
Lahore, Pakistan
Hello Red Rose how are you welcome 2 Jb haan na hum sab aik doosaray ko nick say hi pukaartay hain waisay kuch logon ko khaas namon say bhi pukara jata hai
aur raha avatar ager aap say up load nahin ho raha to aap kisi mod ya admin ko PM main bhaij dain aap ka avz up load ho jaye ga take care and keep posting
Age: 124
7823 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0
Location:
Lahore, Pakistan
KAGHZI NOTE KI AAMAD
Amlee tor per KAGHZI NOTE ka aghaz “Cheen” main 1000 saal pehlay hua lakin yeh note qabil e qabool nahin samjhay gaye. Saal 1294 main aik baar phir “Persia” main in ka istamaal shuroo hua. Iss marteba bhi yeh moaashi tabahi ka bais banay. 17veen sadi kay aakhir main “Sweedan” kay aik banker “Yuhan palm stroke” nay KAGHZI NOTE aik baar phir mutaarif kerwaye. Akhir kaar kaghzi noton nay roz marrah zindagi main apna muqaam bana liya. Mojooda zamanay main Currency nay aik naye shakel ikhtiyaar ker li hai……